How To ATM Fraud From Safety Pins
Kya Aap Jaante Hai, Ak Safety Pin Se Bhi Aapke Sath ATM Fraud Ho Sakta Hai, ATM Se Aaye Deen Tarah-Tarah Ke Fraud Ke Mamle Samne Aate Rahte Hai, Cyber Criminal Nayi-Nayi Technique se Bank Account se Logo ke paiso ki hera-feri kar lete hai, Agra Ke Cyber Security Expert Rakshit Tandon kahte hai ki Criminal बुजुर्गों ko jyada Target karte hai, kyo ki inhe Techonology ki jyada samaj nahi hoti hai OR Jab Tak Vo Notice karte hai tab tak Fraud ho chuka hota hai, ATM use karte samay Kus Precautions (savdhani) rakhi jaye, to is tarah ke Fraud se bach sakte hai, HindiLoveTips Aaj Aapko Batane ja Rahe hai ko Ab Tak Frauds ke liye Apnaye gaye Kus Tarike Or Kus Safety Tips.
ATM Frauds Kitne Tariko Se Hota Hai? Criminal Kaise Karta Hai ATM Fraud.
1. Safety Pin Se ATM Fraud Kaise Hota Hai?
Criminal Cancel Button ke niche Safety Pin Fasate hai, Taki ATM User Pin Enter kare Or Transaction pura na hone par Cancel Button puss kare, to aisa na ho paye, Or feer User jaate hi ATM Criminal paisa Nikal leta hai.
2- Scheming Device Se ATM Fraud Kaise Hota Hai?
ATM Machine ke Card Slot me hi Scheming Device fit kar di jati hai, ATM Card Insert hote hee Magnetic Information Copy ho Jaati hai, is se Duplicate Card bana liya jata hai, Scheming Device me Install Camera Se User ke ATM PIN Bhi Capture Ho jaate hai,
3-Wireless Camera Se ATM Fraud Kaise Hota Hai?
ATM Machine Ke Upar Criminal Sort Size ke Camera Fit karte hai, Taki Transaction ho to koi Or Pin ki Sari Details Capture ho Jaaye Or Duplicate Card Banakar MisUse Kar liya jay.
4-ATM Key Par Drain Glue Lagakar Kaise Hota hai Fraud?
Criminal Kisi Ak ATM Key Par Drain Glue Lagakar Tampering karte hai, taki koi Transactions pura na ho paye, User ke jaate hi Glue Hata liya jaata hai, is tarah se jo paisa Users Withdrawal kar raha tha vo Criminal ko mil jaate hai,
5-Fake Calls Se ATM Fraud kaise Hota Hai?
Aadhar Card Link karne ya Card Verification ke liye Fake Call Aate hai, Or Logo Se Unke Bank Account Details Share Karne ko kahte hai, Card Block hone ke dar se, Jaise Details Share ki jaati hee vaise turant Fraud ho jata hai,
6- ATM/Debit Card Swapping Se Fraud Kaise Hota Hai?
Jab Payment ke liye User Kahi Card Swap karta hai, tab ATM/Debit Card Change kar liya jaate hai,
7- Card Verification Number Se Bhi Fraud Hota Hai.
CVV (Card Verification Number) Se Bhi Fraud Ho jaata hai, CVV Number Dekhkar Criminal Online Shopping kar lete hai, Kyu Ki Online Shopping ke liye Card Ki Nahi Sirf CVV number ki jarurat hoti hai,
8-Chori Ka ATM Card Se Kaise Hota Hai Fraud?
Chori Ya Gum Huye ATM Card Se Bhi Fraud Ho Jata Hai, Criminal Badi Aasani se Card Holder ki Sim Tress karke Duplicate Sim Par OTP le lete hai, Or Pin Number Change karke ATM Card Ka MisUse kar lete hai,
9-Ye Savdhaniya Rakhe
ATM Se Paise Nikalte Time kisiko bhi andar nahi aane de, ya kisiko bhi Pin Numbet Nahi dikhne de,
Transaction Complete hone ke baad ya dekh le ki Screen par Welcome Display ho raha hai ya nahi,
Aapke Bank me Aapka Mobile Number Registered hona chahiye, taki sabhi Transaction ka Alert aapko milta rahe,
ATM Use Karte Time Hamesha Dhayan Rakhe, kahi koi Ajanabi to Aaspaas Nahi hai ya to Aapse Baat-Chit karne ki koshish to nahi kar raha hai.
ATM Me Koi Bhi Doubtful Device Attach lage to Alert ho jaye, Kyu ki Aapka Data Capture ho sakta hai,
Der Raat ATM se Paise Withdrawal karne ki galati Na Kare, deen me hi paise nikal le, yadi Night me Paise ki jarurat ho to bhid-bhad vale ATM ka hi use kare,
Paise Nikalne ke baad Kabhi bhi ATM Se bahar Aakar Paise na gine, hamesha andar hi paisa Count kare,
Yadi ATM Card Gum Ya Chori. ho jaaye, to Immediately Bank jakar Ya Customer Care me Call karke Inform kare, Transaction Slip ko kabhi bhi ATM KE Dustbin me na feke, ya use bahut arche se fadkar dur fake de,
Note: Hi Friends Is Post ke baare me apni Raay dena Chahte ho to muje Comment Karke de sakte ho, or Bank ke ya ATM ke baare me information chahiye to bhi comment ya contact form me jakar mail bhej sakte ho, And Like, Share Jarur kare, by-Sanju Dangar
READ MORE:➧
- Top 10 E mail Scams Avoid clicking on the mail-Security Tips
- Alerts SmartPhone Ki Galti Se Hack Ho Sakta Hai Bank Account
- ATM Card Ka Use Cash withdraw Alava In 1o Jagaho Par Bhi Hota Hai
- Saving Account par Double Interest Kaise Pa Sakte Hai
- Online Banking Debit Card Number Decode-ATM Card Information
- Cyber Criminals Attack Se Bank Account Safe kaise rakhe-Security Tips
Sir m n pochna h k AGR ATM card ka misuse ho Jaye tw pta chl skta h k kis n or kahan s niklwaye haib paisy ? Q k sir ATM machines m camera lgy hty hain phr tw easily camera k zriye pta chl jana chahye..plz ans
ReplyDeleteSir m n pochna h k AGR ATM card ka misuse ho Jaye tw pta chl skta h k kis n or kahan s niklwaye haib paisy ? Q k sir ATM machines m camera lgy hty hain phr tw easily camera k zriye pta chl jana chahye..plz ans
ReplyDeleteThank you & nice question iske baare me maine aapko mail bhej diya hai, kus web ki problem ki vajah se me comment nahi kar pa rahi thi, advance happy new year
ReplyDeleteऐसे भी हैक हो सकता है आपका बैंक एकाउण्ट-
ReplyDelete1= Hacker Facebook से आपका नाम और जन्म तारीख प्राप्त कर लेता है।
2 = इस जानकारी को इनकम टैक्स विभाग की साइट पर जाकर update करता हैं और वहां से pancard व मोबाईल नम्बर प्राप्त कर लेता हैं.
3 = उसके बाद duplicate pancard बनवा लेता है।
4 = फिर police ठाने में mobile चोरी हो जानेकी सूचना देता है ।
5= duplicate pancard लेजाकर mobile company से आपके number का simcard निकलवा लेता हैं.
6 = internet banking के माध्यम से आपके बैंक account में छेडछाड करता हैं.
7 = बैंक की साइट पर जाकर forgot my password इस option पर जाता हैं.
8 =आगे के options आसानी से पार करते हुए simcard पर Internet banking का pin प्राप्त कर लेता है ।
Agar koi aadhar card link krane K liye ATM details manga h toh Uksa add kaise Pta chalega
ReplyDeletebank account ko aadhaar se link karne ke liye sirf aadhaar number hi add karna hoga usme atm details nahi feel karni hoti. Bank me customer care se contact kare. Ya bank ki application use kare aapko account ko sari details mil jayegi
Delete