A call from 777888999 will be blast, this is its complete truth
Last Kuchh Days Se Whatsapp Par Ak Massage Viral Ho Raha Hai. isme Likha Gaya Hai Ki 777888999 Number Se Call Aaye To Receive Na Kare, Call Receive Karne Par Phone Blast Ho Jayega, Our Phone Receive karne Vale Ki Mot Ho Jayegi. Jab hamne is News Ka Viral Test Kiya To Yah Puri Tarah Se Fake News Sabit Huya.
(1)- 777888999 Number 9 Digit Ka Hai our Aapko Bhi Pata Hoga Ki 9 Digit Numbers India Me Nahi Chalata. Spain, Sweden, Hungary, UK Sahit Kai Countries Me 9 Digit Ka Number Hote Hai, Lekin International Se Koi Bhi Call Aapke Number Par Aata hai To Uske Sath Us County Ke Code Bhi Likha Hota Hai, Jaise Ki Hungary Ka Code +36 Hai To Hungary Se Aane Wali Call Ke Number Ke Fist Digit +36 Likha Hoga.
Don’t Receive Virus Name Se Registered:
Jab Hamne True Caller Par Is Number Ko Search Kiya To Vaha Ye Number "Don’t receive Virus" Name Se Registered Aaya. Sath Hi Is Par Call Lagane Par Is Number Ko Invalid bataya gaya, iske baad hamne +92 Code (+92777888999) Ke Sath Is Number Par Call Kiya To True Caller Par Iska Name "Blast" Aaya. Phone Par Ring Nahi Gayi, Kus Der Baad Is Number Ko Invalid Bataya gaya.
Aisi Koi Technology Abhi Tak Nahi Aayi..
Hamne is Baare Me "Cyber Security Expert Mukesh Choudhary (Jaipur)" Se Baat Ki To Unhone Bataya Ki Aisi Koi Technology Abhi Tak Nahi Aayi Hai, Jis Se Call Karke Mobile Par Blast Kiya Ja Sake. Is Tarah Se Virus Bhi Nahi Pahuchaye Jaa Sakte. 9 Digit Numbers Se Call Aa Sakta Hai But Uske Sath Uski County Ke Code Bhi Hoga. User Yadi Aise Calls Ko Receive Bhi Kar Leta Hai To Use Kisi Tarah Ke Physical damage Ka Samna Nahi Karna Hoga.
Viral To Create Fear (डर पैदा Karne Ke Liye Viral Kar Rahe Hai.)
Except Ka Kehna Hai Ki Is Tarah Ke Massage Sirf Logo Me Dar Paida Karne Ke Liye Viral Kiye Jaate Hai, 9 Number Ki Digit Hone Aur True Caller Par Blast Likha Aane Se Log Dar Jaate Hai, Jab ki Isme घबराने Ki Koi Baat Nahi Hai.
Blast Ke Viral Ho Rahe Massage Ke Sath Our Bhi Massage Viral Ho Raha Hai, Jisme Is Massage Ko fake Bataya Gaya Hai.
True Caller Par Aaye Name Se Darne Ki Jarurat Nahi Hai.
True Caller Par Agar Aise Kisi Parson Ne Apna Number List Kiya Hai Jiske Contact List Me Aapka Number Save Hai To Aap Chahe Ya Na Chahe Aapka Number Our Baki Details True Caller Database Me Chala Jayega. Isliye True Caller Me Aane Vale Numbers Ko Dekhkar घबराने Ki Jarurat Nahi Hai. True Caller Me Screen Start Hote Hi Vo Users Se Facebook, Gmail, Yahoo ID Se Login Karne Ko Kahta Hai, Agar In Teeno Me Se Kisi Ak Se Bhi Aapne Login Nahi Kiya To Aap True Caller Ke Database Se Connect Nahi Ho Sakte.
Note: Agar Aapne Ak Baar Login Kar Liya Hai Feer Bhi True Caller Se Apni Personal Details Hide Karna Chahte Hai, To Hamne Is Trick Ke Baare Me Bhi Post Kiya Hai Aap Usi Post Read Karke Apna Personal information Ko True Caller Se Hide Kar Sakte Ho
Viral Ho Rahe Number Ki Investigate Karte Huye Hamne 777888999 Number Par Call Kiya.
➽Call Kiya To TrueCaller Me Yah Nuber Blast Ke Name Se Show Huya.
➽Bina Call Kiye Sirf True Caller Me Is Number Ko Search Kiya To Iska Name ".Dot Receive Virus" Se Show Huya.
➽Is Number Par Call Nahi Laga. Number Ko Invalid Bataya Gaya.
Friend Ye Post Apne Social Media Friends Ke Sath Share Jarur Kare Taki Aisi Fake News Ki Sachhai Ky Hai Unko Bhi Pata Chale, Aur Aisi Jankari dusro Ko Bhi Na Share Kare. Visit Ke Liye Sukriya.
READ MORE:➧
सोशल मीडिया पर वायरल होने वाली खबरें 90 प्रतिशत फेक होती हैं। लेकिन फिर इन्हें अनदेखा नहीं करना चाहिए। आज हम ऐसे युग में पहुंच चुके हैं जहां कुछ भी और कहीं भी खतरा हो सकता है।
ReplyDeletethank you Jamshed Azmi, ye baat bhi sahi hai.
Delete