Hindi Love Tips: Security Tips

Hot

Showing posts with label Security Tips. Show all posts
Showing posts with label Security Tips. Show all posts

March 25, 2019

Aise Pata Kare Ransomware Virus Ka Aur Protect Kare Apne Windows Computer Or Laptop.

3/25/2019 0

Kaise Protect Kare Apne Computer Ko Malicious Virus Ransomware Se.

how-to-find-ransomware-virus-and-protect-your-windows-computer-or-laptop
Hello Friends,
Ab Jo Article Aapke Sath Share Karne Ja Raha Hu Vo Bahut Important Hai. Kyu Ki Is Article Ki Help Se Aap Apna Laptop, Computer Ko Virus Se Secure Kar Sakege. Agar Aapke PC Me Kahi Ransomware Virus Chhupa Hai To Bhi Use Aasani Se Remove Kar Payege. Baat Karte Hai Ransomware Virus Attack Ki Jo World Ki 100 Se Bhi Jyada Country Par Attack Kar Chuke Hai, isme India Bhi Shamil Hai, Iske Baare Me Jyada Baat Na Karte Main Topic Pe Aate Hai. Duniya Ke Ab Tak Ke Sabse Bade Cyber Attack Ke Ransomware (रैनसमवेयर) Name Ke Virus Ka Role Samne Aaya Hai.

Ye Malware Category Ke Ye Virus Users Ke PC Ya Laptop Ki Screen Par Scary Messages or Pornographic Pictures Display Karke Browser, Operating System Ya Personal Data Ko Block Kar Deta Hai. Iske Baad Text Massage Ke Jariye फिरौती Magta Hai, Jo Bitcoin Name Ki Digital Currency Me Hoti Hai. UK or Other Country's Me Huye Attack Me Ye फिरौती Minimum 300 Bitcoin (About Rs 3.25 crore) Magi Jaa Rahi Hai. Cyber Except Ritu Maheshwari Ke Anusar Ye Virus Windows Operating System Wale Computers Ko Fist Target Bana Raha Hai. Ye फिरौती Vasul Ne Wala Virus Hai Ransomware......

Ransomware Virus Ko Remove Kaise Kare/Computer, Laptop Ko Secure Kare.

Ransomware Do Tarah Ke Hote Hai.
  • (1)- WinLock
  • (2)-Crypto

(1)-WinLock Ak tarah Ka Non-Encryption Ransomware Hai. Jise Ransomware Trojan Ke Name Se Bhi Jaante Hai.

(2)- Crypto Ransomware Ak Aisa Ransomware Hai Jo User Ke Document Ko Encrypt Karte Huye Yuse hijack Kar Leta Hai, Uska Extension Change Kar Deta Hai. Our Feer User Ko फिरौती Ke Roop Me Paisa Dene Ka Massage Bhejta Hai. Paise Aksar TOR Browser Ki Help Se Bitcoin Ke Jariye Liye Jaate Hai.

Apne PC, Laptop Me Virus Ko Kaise Search Kare...

Agar Aapke Computer Ki Speed Slow Ho Rahi Hai Or Usme Continuous Unwanted Messages Aa Rahe Hai To Ye Aapke PC Me Virus Hone Ka संकेत Hai. Computer, PC, Laptop Me Virus Aane Ka Sabse Bada Source 2 Hai: (1)-Internet (2)- External Hardware Jo Pen Drive, DVD Ya Hard Disk Ho Sakti Hai. Cyber Security Expert Andra Zaharia Bata Rahi Hai Ki Aapko Apne Windows Based Computer Me Virus Malware Kaise Search Kare Aur Malware Virus Ko Kaise Remove Kare. (SMARTPHONE ME BINA FACTORY RESET KIYE VIRUS KO REMOVE KAISE KARE)

Windows Based Computer Me Virus Malware Kaise Search, Aur Remove Kare.
 cryptolocker malware
1- Sabse Pahle Apne Computer Me Virus Defender Software Install Kare, Ye Tools Microsoft Ne Free Me Apni Official Site Par Download Section Me Available Kara Rakhe Hai Download Karne Ke Liye Link Hai.. Microsoft security software - Malware Protection

2- Microsoft Ki Is Link Se Aap Apne Operating System Ke Hisab Se Windows Defender Ya Malicious Software Removal Tool Download Kar Le And Yuse Run Karke Install Kar Le.

3- Ab Apne PC Ya Laptop Ko Windows Ki SafeMode Me Le Jakar Download kiye Gaye Defender Ya Malware Tools Se Deep Scan Karke Virus Search (Niche Di Gayi Microsoft List Me Name Dekhkar) Kare. Our Screen Par Aaye Instructions Ke Anusar Unhe Remove Karte Jaaye.

4- Kai Aise Virus Our Malware Hai Jo Is Tarah Ki Search ke Pakad Me Nahi Aate Hai. Unhe Remove Karne Ke Liye Except Ki Help Le Our Non-Pirated Anti-Virus Installs Karke Rakhe.

Microsoft Ne Jari Ki Hai 10 Ransomware Ki List.....
 locky removal tool
Microsoft Ne Apne Computers Ko Ransomware Se Bachane Ke Liye 10 Virus Files Ki Ak List Jari Ki Hai. Ransomware Windows Based System Par Sabse Pahle Attack Kar Rahe Hai. Aise Me Users Ko Apne System Me In 10 Files Ko Search Karke Anti-Virus Ya Anti-Malware Software Ki Help Se Delete Kar Dena Chahiye.

PC Me Search Kare Ye 10 Type Ki Files:


(1)- Ransom:HTML/Tescrypt.E

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)

Ye Ransomware Sabse Dangerous Category Ka Hai Jo Aapke PC Par Pura Control Kar Leta Hai. Ya Aapke Jaruri Data Tak Access Nahi Karne Deta. Ak Computer Me Aane Ke Baad Ye Internet Ya LAN Se Jude Dusre Computers Ko Teji Se Infiltrated Karta Hai.

Virus Ko Remove Karne Ka Tarika:
Microsoft Tools Ki Help Se Daily Apne System Ki Full Scanning Kare. Windows Defender AUR "Anti Malware Tools" Se Aise Virus Ko Search Kar System Se Remove Kar Sakte Hai, Iske Liye "Microsoft Safety Scanner Tools" Ki Help Bhi Li Jaa Sakti Hai. Ye Dono Hi Tools Microsoft Ki Official Site Se Free Me Download Kiye Jaa Sakte Hai.

(2)- Ransom:  HTML/Tescrypt.D

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very serious)
 remove encryption virus
Tescript D Category Ke Ye Virus Bhi Windows Based PC Ko Sabse Pahle Infiltrated Karte Hai. Ye Aasani Se Kisi Bhi External Link Me Chhupaye Jaa Sakte Hai. Inhe Search Karne Aur Remove Karne Ke Liye फिरौती Dene Ke Baad Bhi Is Baat Ki Guarantee Nahi Hoti  Ki Aapka apne Data Par Firse Control Ho Jayega.

Virus Ko Remove Karne Ka Tarika:
Microsoft Tools Ki Help Se Daily Apane System ko Full Scanning Kare. Anti Malware Tool and Windows Defender Antivirus Aaise Virus Ko Remove Kar Sakta Hai. (Download Malicious Software Removal Tool)

(3)- Ransom:HTML/Locky.A

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very serious)

Locky.A Name Ka Ye Dangerous Category Ka Encryption Virus Hai. Iska Targets Users Ka Personal Data Hota Hai. Jiske Jariye Bank Account Ya Baki Financial data Blackmail Karne Ke Liye Lock Kiya Jaata Hai. Aise Me Users Ko Ransom Dene Ke Liye Majboor Hona Padta Hai.

Virus Ko Delete Karne Ka Tarika:
Microsoft Ki Site Par Download Section Me Diye Online Ya Offline Tools Ki Help Se Apne System Ki Full Scanning Kare Aur Anti Malware Ya Windows Defender Antivirus Aise Virus Ko Deleted Kar Sakte Hai.

(4)-Ransom:Win32/Locky

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)

Win32/Locky Name Ka Ye Virus Bhi PC-Laptop Par Aapke Control Ko Khatm Kar Deta Hai, Ise फैलाने Wale Hackers Microsoft Office Tools King Files Ke Jariye PC Ko Infiltrated Karte Hai. Ye .Doc Yani Word Files Ke Extensions ke Roop Me Spam Bankar Bhi Aate Hai Jinhe Open Karne Se Computer Par Users Ka Control Khatm Ho Jaata Hai.

Email Me Aane Wale Is Tarah Ke Trojan Link Par Click Na Kare.

Way to avoid Virus Ransom:Win32/Locky:
Koi Bhi Anjan Link Ko Open Karne Se Bache, Spam Remove Karte Rahe, Aur Microsoft Tool Ki Help Se Daily Apne System Ki Full Scanning Karke 'Windows Defender Antivirus' Ko Run Kare.

(5)- Ransom:HTML/Crowti.A

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
encryption malware
Crowti.A Name Ka Ramsomware User Ke PC Me Files Ko Encrypt Karke User Ko जर्बदस्ती Webpage Par Jaane Ke Liye Majboor Karta Hai. Is Fake Webpage Par Us Files Ko Feer Se Access Karne Ke Liye Bitcoins Me फिरौती Magi Jaati Hai.

Crowti.A Virus Ko Remove Kaise Kare.
Microsoft Tools Ki Help Se Apne System Ki Full Scanning Karne Se  'Windows Defender Antivirus' se Aise Virus Ko Remove Kiya Jaa Sakta Hai. But User Ko "CryptoDefense" Ya "CryptoWall" Jaise Anti Virus Tools Se Bachna Chahiye, Kyo Ki Ye Security Dene Ke Bajaye System Me Virus Ki पैठ Banane Ka Rasta Taiyar Karta Hai.

(6)- Ransom:HTML/Exxroute.A

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)

Exxroute.A Bhi Ak Bahut Hi Dangerous Virus Hai, Jo User Ke Hi Personal Data Ka Use Karke Yuse Blackmail Karne Lagta Hai, Is Virus Ko फैलाने Wale Hackers Bahut Sharp Hote Hai, Kyu Ki Vo Pure Time World Ke Kisi Bhi हिस्से Me Baithkar Users Ki Activity Ko Control Kar Sakte Hai. Is Tarah Ke Virus Ka Attack Un Users Ke PC Me Jyada Hota Hai Jo Security Level Ko Low Range Me Rakhte Hai Our Bina Antivirus Shield Ke Work Karta Hai.

Exxroute.A Virus Ko Delete/Remove Kaise Kare, Us Se Bachne Ka Tarika
Microsoft Tools Ki Help Se Daily Apne System Ki Full Scanning Karke "Windows Defender Antivirus" Run Karke Remove Kiya Jaa Sakta Hai.

(7)- Ransom: Win32/Cerber.A

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)

Cerber.A Especially email Ke Jariye Aata Hai, Our Felata Hai. Kuchh Cases Me Ye Kisi Pen drives Ya koi Aur external hard drive Lagane Se Bhi Enter Ho Jaata Hai, Iske Name Bhi Attractive Hote Hai, Our Kisi Celebrities Jaise Modi, Sunny Leoni, Obama Ya Kisi Current Event Par Rakhe Jaate Hai. Ye Virus .Cerber, .Cerber2 Aur .Cerber3 Jaise Extension Me Bhi Aate Hai.

Cerber.A Virus Ko Delete Aise Kare And Unse Bachne Ka Tarika.
Microsoft Tools Ki Help Se System Ki Daily Full Scanning Karne Se. Windows Defender Antivirus Se Remove Kiya Ja Sakta Hai.

(8)- Ransom: JS/FakeBsod.A

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
 remove locky
FakeBsod.A Virus Direct Web Browser Par Attack Karke User Ko Ak Fake Massage dikhata Hai. Jisme Ak Toll Free Number Diya Hota Hai. Hacker User Ko Us Nuber Par Call Karne Ke Liye Prompt Karta Hai Taki फिरौती Dene Ka Massage Sunaya Jaa Sake. Ye Virus User Ke Browser Ke Address-baar Par Bhi Control Kar Leta Hai. Our Yuse Koi Bhi Shortcut Key Ka Use Karne Bhi Nahi Deta.

FakeBsod.A Virus Se Bachne Ka Tarika:
Browser Me Aise Koi URL Open Na Kare Jinhe Lekar Windows Ki Aur Se Koi Unsafe massage Aata Hai. kisi Bhi Vajah Se Apne Browser Ki Security Level Ko Down Na Kare. iske Baad Bhi Virus Aa Jaaye To Microsoft Tools Ki Help Se Apne System Ki Full Scanning Kare. Aur Windows Defender Antivirus Se Aise Virus Ko Search Karke Remove Kar De.

(9)- Ransom:HTML/Cerber.A

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)

Dusre Ramsomware Ki Tarah Ye Virus Bhi Email Ke Jariye Felata Hai. Aise Email Me Ak Auto Executable Virus File Hoti Hai Jo Automatically Aapke Computer Me Run Hoti Hai. Our Ak Baar Jab Computer Active Hota Hai To Ye Virus File Err Massage Bhejkar Pareshan Karta Hai Aur Data Ke Sath System Ko Apne Control Me Le Jaata Hai.

Cerber.A Virus Ko Remove Karne Ka Tarika / Unse Bachne Ka Tarika:

Agar Aapke PC Me Ye Virus Hai To Aisa Massage Aata Hai.. Attention. Attention. Attention. Your Documents, Photos, Databases and other Important Files Have Been Encrypted! Aisa Massage Aane Par Turant Kisi Except Ki Help Le. Aur Jab Tak Help Na Mil Jaaye Tab Tak Apne PC Ya Laptop Me Windows Defender Antivirus Turant Active Karke Deep Scan Karna Start Kar De. https://support.microsoft.com/en-us/help/17464/windows-defender-help-protect-computer

(10)- Ransom: JS/Brolo.C

Alert Level: Severe (Microsoft Ke Anusar Very Serious)
locky file virus ransom removal tool,
Brolo.C Ransomware Category Ke Virus User Ko Ak Interesting Massage Dikhata Hai Jisme User Ke Browser Control Karte Huye Us Par Ak Fine Lagane Ki Baat Hoti Hai, US Me Huye Is Virus Ke Attack Me Legal Agencies Ke Hawale Se Fake Message Bheja Jaata Hai. Hacker Users Ko Darate Hai Ki Agar Usne फिरौती Nahi Chukai To Agencies Uske Khilaf Action Legi. Ye Virus Users Ko Browser Ko Off Karne Se Rokta Hai, And Vo Koi Shortcut Key Bhi Use Nahi Kar Pata Hai.

Is Virus Se Bachne Ka Tarika:
Unknown Source Se Aaye Kisi Bhi File Ko Download Na Kare Our Nahi Aise Kisi Bhi Massage Par Click Kare.

Friends Aapko Maine Is Article Ke Jariye Ransomware Virus Kya Hai Aur Windows Computer, Laptop Ko Is Virus Se Kaise Protect Kare Iske Baare Me Sari Jankari Aapke Sath Share Ki Hai, Feer Bhi Aapko Kahi Pe Bhi Koi Problem aa Rahi Ho To Comment Ke Jariye Hame Bataiye, Aapki Puri Help Ki Jayegi.

Aapko is article Se Kitana Helpful  Huya Ye Bhi Bataiye, And Is Post Ko Maximum Share Kare, Apne Friends  Ko Bhi invite kare. Aapki ak Share Karne Se Kisi Ko Help Mil Sakti Hai To Isme Koi Galat Nahi Hoga, Facebook, Whatsapp, Google Plus, Linkednl, Par Jarur Share Kare. taki Virus Ko Remove  Karne Me Help Mil Sake.

Ye Bhi Padhe➥

Read More

Kaise Hack Ho Jaate Hai Kisi Ka Bhi Wi-Fi Password -Hindi Trick

3/25/2019 7

WI-FI Ke Password Ka Pata Kaise Lagaye?

Aaj Me Aapko Ak Aisi Trick batane Ja Rahi Hu, Jisme Aap 5 Minute Se bhi Kam Time me Wi-Fi Ka Password Hack karke Free internet ka maja le Sakte ho, iske liye aapko sirf 2 apps download karni hogi. Ye dono application Google Play Store Par available hai. Aaiye Jante Hai Kya Hai Full Process. ..
wifi ke password ka pata kaise lagaye

Wi-Fi Ko Hack Kaise Karte Hai Log....Wi-Fi Ka Password Kaise Pata Kare.

Step 1:
Sabse Pahle "Google Play Store" Me Jakar "Es File Explorer" Search Kare. Ye Search karte Hi Aapko "Es File Explorer File Manager App" dikhai degi.


Es File Explorer"
Note- Yah Trick Hamne Khud Test Ki Hai. Post Me Use Kiye Gaye Sabhi Photos Testing Ke Time Liye Gaye Screen-Shots hai. Yah Trick YouTube par Viral Ho Rahi Hai.
Step 2:

Es File Explorer File Manager App Ko download kar Open Kar Le.

Step 3:

Ab is App Ko Back Kar De, Or Phone ki Setting me Jakar About Device  Me Jaaye.

 status serial number
Step 4:

Ab Aap Yaha Par Status Me Jaaye.

Step 5:

Status Me Jaane Par Serial number Dikhai dega. Us par Click karke Yuse Copy kar le. Agar Copy ka option na aaye to Serial number Yaad karle ya Kahi Note Karle.

about device
Step 6:

Ab Es File Explorer File Manager App Me Jakar Internal Storage par Jaaye.

Es File Explorer File Manager App"

Step 7:

Internal Storage Me Jaane Par Aapko Upar Ki taraf 3 (:) dot dikhai dege. Is par click kare.


Es File Explorer File Manager App"
Step 8:

Click karne Ke baad Aapke Samne ak window Open hogi. Is window me Aapko New Ka Option dikhai dega.Us par click kare.

Es File Explorer File Manager App"
Step 9:

Ab File Par Jo Serial Number Copy Kiya Hai Yuse Yaha Par Pest Karke Ok Button par Click Karde.

Step 10:

Yaad Rahe File Par Hi Click Kare Folder Par Nahi.

Es File Explorer File Manager App"
Step 11:

Ab Aap Dekhege Ki Bottom Me  Serial number Ke Name Ki File Ban Gayi Hai.

Step 12:

Ab Google Play Store Par Jakar WPS WPA TESTER App Download Kare. YAHA par Aapse Kus Permission Magi Jayegi. Unhe Ok Kar De.

WPS WPA TESTER" App Download
Step 13: Iske Baad App Par Jakar Fist Icon Par Click Kar De. Ab App Wi-Fi Scan Karegi.

hot spots wifi
Step 14:

Ab Aapke Samne Ak List Open Ho Jayegi Jisme Nearby Available Wi-Fi Najar Aayege.


Step 15:

Jin Wi-Fi Par Green Ya Yellow Color Ka Lock Dikhai Dega Unhe Hi Creak Kiya Ja Sakta Hai. ab Lock par Click kare.

Step 16:

Hamne Jio Ke Wi-Fi Par Click kiya hai.


password scanning
Step 17:

Click karne Ke Baad  ak Window open hogi Aapko Connect Automatic Pin Option Par Click Karna hoga.


wi-fi
Step 18:

Ab Aapka Phone Click Kiye Huye Wi-Fi Se Connect Ho Jayega. Agar Aapke Phone Me "Root" Ka Option Hai To Password Bhi Pata Lag Jayega. Agar Root Ka Option Nahi Hai To Aapka Smartphone Direct Connect Ho Jayega.


Direct Connect to wifi
Step 19:

Aap Dekh Sakte Hai Ki Aapka Phone WiFi Se Connect Ho Chuka Hai.

Note :  आपको ये पोस्ट पसंद आई हो तो लाइक करें अगली पोस्ट के लिए Older Post का बटन दबाए और हो सके तो whatsapp और facebook पर share भी कर दें.. हमारे सभी पोस्ट पढ़ने के लिए Logo पर क्लिक करें.... धन्यवाद....
Read More

Free Antivirus Download Karna Hai To Ye Hai 6 Great Websites

3/25/2019 0

Free Antivirus Download Karte Time Dhyan Rakhe Ye 6 Baate

 best free antivirus for windows

Ransomware Attack Ke Chalte Log Computer Aur Laptop Ko Antivirus Download Karke Secure Kar Rahe Hai, iske Liye Jyadatar User Free Antivirus Ki Help Le Rahe Hai. Free Antivirus Download Karne Se Users Ko Fayde Ki Jagah Nukshan Ho Sakta Hai. Free Antivirus System Ko Puri Tarah Protect Nahi Kar Pate Hai. Agar Users Ko Sahi Jankari Na Ho To Free Antivirus Ke चक्कर Me Virus Download Kar Lete Hai. Is Baare Me Jab Hamne "IT Except Manglesh Aliya" Se Baat Ki To Unho Ne Free Antivirus Se Judi Jaruri Jankari Di.

Free Antivirus Deta Hai Sirf Basic Protection:
IT Except Ke Anusar Free Antivirus Basic Protection Dete Hai. Ye Ransomware Aur Trojan Jaise Virus Se Protection Dene Me Capable Nahi Hote.

Company Ki Website Se Hi Download Kare Free Antivirus:
Free Antivirus Ko Company Ki Official Website Se Hi Download Karna Chahiye. Kai Baar Hackers Fake Symbol Ka Use Karte Hai Our Users Antivirus Ke चक्कर Me Virus Download Kar Lete Hai.

Antivirus Ka Paid Version Hai Jyada Secure:
Paid Version Me Update, Virus Alert Jaise Kai Feature Milte Hai, Isliye Apne System Ko Virus Se Puri Tarah Se Secure Karana Chahte Ho To Paid Version Hi By Kare.  

Sabse Pahle Dock & Excel Jaisi File Corrupt Hoti Hai:
Virus Jin File, Folder Ko Corrupt Karne Ke Liye Design Kiya Jaata Hai Vah Unhi Ko Corrupt Karta Hai But Sabse Pahle Dock Aur Excel Jaisi File Hi Corrupt Hoti Hai. 

System Date Ke Hisab Se Karta Hai Work:
Free Antivirus Ki Validity 30 Se 90 Day Tak Ki Hoti Hai. Yah Computer Ki Date Our Time Ke Hisab Se Kaam Karta Hai. Matalab ki Jab ise Computer Ya Laptop Me Download Karege To Computer Save Date Ke Hisab Se Work Karega.

Mcafee is Better:
Manglesh Aliya Ke Anusar Mcafee Antivirus Se Better Result Mile Hai. Iska Free Version Bhi Effective Hai.

Ransomware Se डरे Hai Log:
Ransomware Virus Ne Logo Me डर Paida Kar diya Hai. Yadi Ye Virus System Me Aata Hai To Aapko Data Bachane Ke Liye Hackers Ki Demand Ke Mutabik Paisa Dena Hoga. Virus Se डर Se India Me Kai Location Par 3 Day tak ATM Bhi Band Kar Diye Gaye Hai. Sath Hi, Logo Ko Virus Se Bachane Ki Advice Bhi Di Jaa Rahi Hai. Social Media Facebook Aur Whatsapp Par Bhi Is Se Bachne Ki Tips Diye Jaa Rahi Hai. Hamne Aapko Kus Aise Free Antivirus Download Karne Ki 6 Best Website  ke Name Niche Bataye Hai. Jaha Se Aap Bina Kisi Virus ke Dar Se download kar Sakte Hai, Ye 6 Website Fully Safe Hai. And Trustful Hai.

Free Antivirus Download Karne Ki 6 Best Websites:

Internet Me Ak Taraf Jaha Pure World Ki Information Rahti Hai, Vahi Isme Kai Aise घातक Virus Bhi Rahte Hai. Jo Aapke Computer Ko Puri Tarah Damage kar Sakte Hai. Agar Aap Internet Surfing Ke Time "Safe Site" Ko Open Karte Hai, To PC Me Virus Aane Ka Risk Nahi Rahta. Feer Bhi Virus Se Bachne Ke Liye Antivirus Ka Hona Behad Jaruri Hai.

Is Se Na Keval PC Safe Rahta Hai. Balki Data Bhi Koi Nahi Chura Sakta. Internet Me Bhi Kai Antivirus Mojud Hai, Jinhe Free Me Download Kar Sakte Hai, Baat Karte Hai Kus Aise 6 Free Antivirus Ke Baare Me...


Avast Ak Jaana-Maana Antivirus Hai, Ise Avast Ki Website Se Download Kar Sakte Hai. Yah Software Windows 10, 8.1, 8, 7, Vista, or XP SP3 Ko Support Karta Hai. Iski Size Ki Baat Kare To 256 MB+ RAM Aur 1.5 GB Hard Disk Space Use Karta Hai. Iske Advance Feature Me Cleanup Milega.

Advance Feature:
  • 1. Intelligent antivirus
  • Detects all kinds of nasty threats, from viruses to malware. Yes, even spyware, ransomware, and phishing attacks.
  • 2. CyberCapture
  • Personal, real-time threat detection. Sends unknown files to the Avast Threat Labs to be analyzed by our experts, and quarantines them if they’re dangerous.
  • 3. Wi-Fi Inspector
  • Is your router set up properly to block threats? We’ll tell you. Otherwise, anyone can break into your home network and anything connected to it.
  • 4. Smart Scan
  • A simple click has never been more powerful. Checks your PC and network for all kinds of issues - and tells you how to fix them instantly. (Source- Avast Antivirus Free)

Agar Aap Windows 8 Use Kar Rahe Hai Aur Feature Me Use Windows 10 Me Upgrade Karna Chahte Hai To Yah Kaam Ka Antivirus Hai. halaki Yah Windows 7 Me Work karega. Yah Online Surfing Ke Time Security Provide Karta Hai. Avira Company Ka Dava Hai Ki Yah Pure World Me Tabahi Machane Vale Ransomeware Virus, Rootkits, Worms, Viruses, Trojans and Spyware Se Bhi Secure Kar Sakta Hai.


Panda Free Antivirus Ko Lekar Company Ka Dava Hai Ki Trojan, Online Pishing, Rootkits, and Spyware Se Real Time Protection Karta Hai. Es Me USB Protection Bhi Milata Hai. Sath Hi User Friendly Bhi Hai.

Antivirus protection:
  • 1. Privacy auditor
  • 2. Speed up your device
  • 3. Device tracking and anti-theft
  • 4. Theft alerts
  • 5. Motion alert
  • 6. Remote alarm
  • 7. Take photos remotely from your smartwatch

Company Ka Dava Hai Iske Free Version Me Bhi Sabhi Virus Se Ladne Ki Capacity Hai. Iska Latest Addition Windows 10 Ko Support Karta Hai. Free Bitdefender Ko Use Karna Aasan Hai Ye Bahut Jaldi Download Ho Jaata Hai. Download Hote Hi Computer Ya Laptop Ke Malware Ko Scan Karna Start Kar Deta Hai. Yaha Full System Scan Ke Sath Hi Specific File Our Folders Ko Scaning Ka Option Bhi Hai,.

Solutions:
  • 1. Bitdefender BOXInternet of things
  • 2. Bitdefender Total Security 2017
  • 3. Bitdefender Internet Security 2017
  • 4. Bitdefender Antivirus Plus 2017
  • 5. Bitdefender Family Pack 2017
  • 6. Bitdefender Mobile Security
  • 7. Bitdefender Antivirus for Mac
Toolbox
  • -Free Tools
  • -Free Antivirus
  • -Antivirus Free for Android
  • -Free Virus Removal Tools



Related Search
best free antivirus 2015, top free antivirus 2016, top free antivirus windows antivirus, top 10 free antivirus for windows 7, best free antivirus for pc, download antivirus software free, best free antivirus review, best free antivirus for windows 7 64 bit, best antivirus for windows 7 free download virus, best free antivirus for windows 8.1.

Aapko is article Se Kitana Helpful  Huya Ye Bhi Bataiye, And Is Post Ko Maximum Share Kare, Apne Friends  Ko Bhi invite kare. Aapki ak Share Karne Se Kisi Ko Help Mil Sakti Hai To Isme Koi Galat Nahi Hoga, Facebook, Whatsapp, Google Plus, Linkednl, Par Jarur Share Kare. taki Virus Ko Remove  Karne Me Help Mil Sake.

Read More

Digital Locker Service Kya Hai, Aur Unke Fayde Kya Hai. Full Guide

3/25/2019 0
Mobile Number Ki Tarah Port Kar Sakege Digital Locker, Har Jaruri Kaam Hoga Ab Aasan.

Digital Locker Service

Digital Locker Service Kya hai, Full Guide Hindi Me.

Indian Government ne hamare liye kisi bhi tarah ki Services ke liye Apne 'Pen Card' 'Aadhar' 'Voter ID' ya dusre Documents ko Proof me dena Bahut Aasan kar diya hai, Indian Government ne "Digital Locker" ke Law Notify kar diye hai, Aise me Aap "Digital Locker" Kholakar karke Apne Sabhi Documents Jaruri Services ke liye Online Share kar sakege, Shath Hi Aap Mobile Number Ki tarah Port bhi kar sakege.
Digital Locker ke Fayde :-
Digital Locker ke jariye koi bhi Vykti apne Documents Online Rakh sakta hai, Sath hi Government our dusri Services ke liye Documents ki Hard-Copy Share karne ki jarurat nahi hogi,

Maan Lijiye ki Agar Aapne, Apna Digital Locker Account Create kiya hai, Sath hi usme Pen Card, Aadhar Card, Voter ID apni Mark-sheets Sahit dusre document save kiye hua hai, aise me in document ki jarurat padne par Sambandhit Vibhag Ya Office ke hard-copy ke roop me dene ki jarurat nahi hogi, use online hi share kiya ja sakega, shath hi kisi Vibhag ya Institute bhi use online Verify kar sakege,
Mobile Number ki Tarah Kar Sakege Port :-
Indian Government "Digital Locker Service" ke liye Desh-bhar me Service Provider Banayegi, Jo ki Web Portal ke sath-sath Mobile par bhi "Digital Locker Service" de sakege, Service Provider ke liye Licence Jari Kiya Jayega, Sath hi Koi bhi Customer Digital Locker ko Port bhi kar sakege, Yani ki Agar kisi Subscriber ko apna Digital Account Change karna hai to vah mobile number Portability ki Tarah use port kar sakege,
Teen Tarah Ki Milegi Services:-
Digital Locker Service ke 3-tarah ke Component hoge, iske tahat Aam Logo ko Apne Document Uploads karne And e-Mail Sine karne ki suvidha dee jayegi, Document Jari karne vale Government Institute Se Direct document liya ja sakega, iske Alava Repository And GateWay ki Facility bhi di jayegi, Repository ka kaam Document ko Secure Rakhana hoga, Our Getaway dene vali company Document Access ki Facility degi,
Niyukt hoge Shikayat Adhikari :-
Niymo Ke Tahat Kisi bhi tarah ki Shikayat ki Sunvai ke liye, Shikayat Adhikari bhi niyukt kiye jayege, iske alava Digital Locker kholane ke liye Maximum 5000Rs. Ki Limit tay karne ki bhi taiyari hai,
Kab Lunch Hui Thi Digital Locker Service :-
Modi Sarkar ne Digital India Campaign ke tahat July-2015 me Digital Locker Service ko Beta-Version ke roop me Lunch kiya tha, jise Ab Full Flag me lunch kiya ja raha hai, iske tahat aap apne digital locker account 'Aadhar' se Link kar, kai sari Additional services bhi le sakoge, aaj ke deen tak 20-Lakh Digital Locker Account Create hua hai,

Hi friends ise post ko maximum Share kare, jis se our bhi log tak ye information pahoch sake, taki jyada se jyada log uske baare me jaan sake, digital india me aap bhi bhagidaar bane our ise aage badhaye, And apno dosto ko shath bhi ye article share kare, our ha kaise lagi ye post, comment me jarur bataiye, our koi jankari chahiye to blog ke contact form me jake muje mail kar sakte ho.

Ye Bhi Padhe➦
Read More

March 23, 2019

Chori Ho Chuki Car, Bike Ka Pata Kaise Lagaye-SmartPhone Se

3/23/2019 2

Chori Ho Chuki Car, Bike Ka Pata Kaise Lagaye, SmartPhone Se

Location tracker device


Chori Ho Chuki Gadi, Car, Bike Track Kare? Aasan Tarika-TrackR Bravo 

Aaj Ke Article Me Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai Ak Aasan tarika, jo aapko Car, bike chori hone par bahut kaam aa sakta hai, to chaliye baat karte hai, Kahi baar aisa hota hai ki ham bike park kar dete hai par fir laut ke aate hai to hame yaad nahi hota ki hamne bike kaha pe park ki thi, ye jagah bhul jana bike ya car chori ho jana ab Aam Samsya ban gyi hai, is problem ko solve karne ke liye aapka smartphone kaam aa sakta hai,


Lekin, Agar aapne, Apne Smartphone me ak chhoti si setting kar li to aap apni chori hui gadi, car ya bike ka pata kuchh hi second me laga sakte ho, bas sirf aapko karna hoga ye kaam. Iske liye Market me ak chhota-sa Device Available hai jise aapko apni car ya bike me lagana hoga, Iska name hai "TrackR Bravo" our iski size Bhi Ring jitani chhoti hai, is device ko smartphone ke shath connect karna hota hai, our Play store ya iTunes se "TrackR - Lost Item Tracker" App ko Download karna hai, bas to ab Aapka kaam ho gaya.


Aap is Tracker Device ko "Amazon India" ki website Se Kharid Sakte ho, ya feer upar link de hai vaha se bhi aap direct link par click kar kharid sakte hai. is device ki price 1800 Rs. Se Starting hoti hai, market me aise bahut sare Devices Available hai, jinhe aap Online Ya Offline Store se Aasani se Kharid sakte ho.
1.  Kaise Karta Hai Kaam-TrackR Bravo Device.
Location TrackR Bravo

Sabse pahle TrackR Bravo Device ko Apne Smartphone ke Shath Pair kare, Iske baad google play store ya iTunes se iska free app download kare. Ab Device ko Apni Car ya Bike me Laga de.


  Smartphone me kaise karta hai work.
Jab bhi aapko apni car ya bike ki Location Track karni ho tab apne smartphone par TrackR App On Kare, Isme Find device ko Select kare, App Crowd GPS ki Help se Aapke Car ya Bike ki New Location Bata degi, Agar Aap Apna Smartphone kahi Rakh kar bhul jate hai to TrackR device par diya hua button press kare, aapka phone me ring jayegi, Our aapka smartphone silent mode par hai tab bhi ye ring bajegi.


2.  TrackR Wallet Device.
Ye Device bhi TrackR - Lost Item Tracker App ke Shath compatible hai, Ye iPhone 4S se upar ke headset our android 4.4. Bluetooth 4.0 Our Upar ke Sabhi Version par work karta hai.

Agar aapne, Apni Car ya Bike me TrackR Wallet device lagaya hai to TrackR App aapke khoye hua wallet ka location batayege, TrackR wallet ki price 3049Rs. Hai use Amazon india website se kharid sakte hai.


3.  Generix Wireless Bluetooth -Device.
Generix Gx_C-Tag_multicolour-tracker-Device

Is Tracker ki price 271 Rs. hai, our ise Smartphone ke Bluetooth se Connect kiya jata hai, Ye Aapke valuables ko 10 miter ke Aria me aaram se Locate kar sakta hai, 10 Miter se dur jaane par aapko smartphone our ye device worning ring se alert karega,

iPhone, iPad And Android Smartphone ke Shth ye device compatible hai, kaha se kharide.....Generix Wireless Bluetooth 4.0


4.  coban 303b car/truck gps tracker.
Is device ki price 1830 Rs. Hai, ise Online ya Offline store se khrida ja sakta hai,
Ise IP66 certificate diya gaya hai, iska matlab ki ye device voter and dust registrant hai, Ye vehicle ka location pata karne ke liye GPS AND LBS (Location based service) Support karta hai, coban 303b car/truck gps tracker kharid ne ke liye click kare,

YOU MAY ALSO LIKE:
Read More