Hindi Love Tips: Android Smartphones Tips

Hot

Showing posts with label Android Smartphones Tips. Show all posts
Showing posts with label Android Smartphones Tips. Show all posts

March 25, 2019

Bina Internet Ke Free Me WhatsApp Kaise Use Kare-Chat Sim

3/25/2019 2

Bina Internet Ke Free Me WhatsApp Kaise Use Kare-Chat Sim

Chat Sim Card Slot

Social Media mobile messaging app Me WhatsAap Kafi popular HuAa Hai, Website Stasista Rapport mutabik WhatsApp Ke users worldwide February 2016 Me 1-billion monthly active users the.

bina internet ke free me kaise use kare WhatsAap,

Post Ka Title Dekhate hi Ye baat aapko Fraud Lagegi, Ki ye impossible hai, Social Media mobile messaging app internet ke bina kaise chal sakati hai, Lekin Ye Baat 100% Right Hai kyu ki Ab Market me Ak New Sim Launch Huaa Hai Jiski Help se aap beena internet connection ke WhatsAap or Social media ki chuni gayi app ko free me use kar sakate ho,  Iska Name Hai, Chat Sim

Chat Sim Kya Hai?

Chat Sim Card Slot

Chat Sim Ham Jaise Idea, Airtel, Bsnal, Etc..operator Company Ke  Sim card use karte hai vaisa hi Hai, jise aap Apne Mobile phone me lagane se Beena internet connection ke WhatsApp or any ether messaging App ko free me use kar sakate ho,
Kaha Se Kharide Chat Sim
Chat Sim Card Slot

Chat Sim kharidane ke liye sabase pahele company ki Official Website www.chatsim.com par Visit kare, Iske baad By-Sim par click kare, Step Follow kare or Order Place Kare, Ye Chat Sim E-Commerce Website www.amazon.com par bhi available hai,

Chat Sim Features And Using 
Chat Sim Card Slot

Chat Sim Sabhi Smart Phone par Work karata hai, Chat Sim ko Apne Mobile ke Micro or Nano Dono Sim Slot me use kiya ja sakata hai, Chat Sim ki Help se Aap Beena internet connection se world me kahi bhi apne friends ya kisi ko bhi messaging kar sakte ho, or khas baat ye hai ki aapko Data-Roaming ki chinta karne ki jarurat nahi he, kyu ki vo pahele se Roaming free kiya gaya hai,

Chat Sim Price
  • Indian User Ke liye chat sim ki price 950Rs. Validity 1-Years.
  • Iske Alava Free me Images or Messaging use karane ke liye 950Rs. Chukana hoga,
  • Maltimedia Richarg ke Liye -950Rs.
  • Or 557Rs. Shopping Charge ke chukana hoga,
  • Kool Milakar Total-3407Rs. Aapko kharch karana hoga,
Aapko Nahi Lagata ki 1-years ke liye Ye to kus jyada hi ho gaya, is se archa to hamara internet pack hai, jo kabhi 98 me 1-GB 3G ka offer bhi deta hai, or Sabhi Site bhi open kar sakate hai, to friends meri taraf se compnay ka ye idea bakavaas, vahiyaat hai, 

Lekin ye post likhane ka mera matalab un logo ke liye hai, jo sabse jyada time Traveling me bitate hai, or social media app ka using bahut karate he,iske liye chat sim bahetar hai, 

Chat Sim Kitane Apps par Work karega

Chat Sim Se Aap WhatsAap, Messenger, Vchat, Hike, Etc..Aap ko beena internet connection me use kar sakte ho, ye Chat Sim is type ka fist sim Card hai.

Kya Ise Kharidana Sahi Ya Galat Hai,

Ise kharide ya na kharide ye aapke internet using par depend karata hai, or iske baare me maine aapko aage bhi bata diya he, Agar aap jyada samay Traveling me bitate hai, to aapko Sim Chat lena chahiye.

Note :  Agar Aapko meri Post se kus help mili ho, ya Pasand ayi  ho to Like, Comment and Share, Jarur kriyega, Aur  apne Doston Aur Family Members Ko bhi invite Krein.
Read More

WhatsApp New Feature Video Calling-Kaise Use Kare Process

3/25/2019 2

Android User Ke Liye Aa Gaya New Feature WhatsApp Video Calling.

WhatsApp New Feature
Whatsapp me Long Time Waiting ke baad Video Calling Ka Feature Aa gaya hai, Yani Ab Whatsapp User Voice Calling ke Sath-Sath Video Calling bhi kar sakte hai, Ye Feature Whatsapp ke BETA Version me Aaya Hai, Users Ko Video Calling Feature ko use karne ke liye Apna Whatsapp Update karna Hoga, bina Update ke is Feature Ka use nahi kar sakte hai, Sath Hi Video Call Feature Un User ko diya ja sakta hai jiska Whatsaap Beta Version se Update hoga, to cahliye friends Jante hai Whatsapp Update And Video Calling karne ki Sari Process.....

Step-1
Whatsapp Update karne ke liye Sabse pahle Play Store Se ko Open Kare,

Step-2
Ab Play Store Ke Manu me jakar "My Apps & Games" par Jaye,

Step-3
Yaha Aapko Upar Ki Taraf 'Installed' 'All' Or 'Beta' Likha Huya Najar Aayega,

Step-4
Ab Beta Par Click Kare or Whatsapp Massager ko Update kare,

Step-5
Update Hone Ke Baad Aap Jise Video Call karna Chahte ho Yus User Ke Chat box me Jaaye.

Step-6
Upar Ki Taraf Dial Symbol par Click kare, Voice Or Video ke Option Milege.

Step-7
Video Call Par Click Karte Hi Front Camera On ho Jaayega, Or Video Call Lag Jayega,



Read More

Bollywood Aur Hollywood Free Movie Download Karne Ki Top 10 Website

3/25/2019 0

Free Mobile Movie Download Karne Ke Liye Top 10 Site


Hello Dosto, Aaj Ham Aapko Batane Wale Hai Apne Phone Me Free Mobile Mobile Download Karne Ki Top 10 Website Ke Baare Me Jaha Se Aap Free Me Apne Mobile Par Bollywood Aur Hollywood Movie Aasani Se Download Kar Sakte Hai. Vaise Smartphone Par Video Dekhne Wale Users Ki संख्या Badhti Ja Rahi Hai. Kai Users To Smartphone Par Hi Movie Dekhna Pasand Karte Hai. Kyu Ki Phone Par Movie Kabhi Bhi Aur Kahi Bhi Dekhi Ja Sakti Hai. Yani Ki Jab User Ke Pass Khali Samay Hota Hai Tab Movie Best Time-Pass Ban Sakti Hai.

Lekin Bahut Sare Users Aise Bhi Hote Hai Jisko In Website Ke Baare Me Pata Nahi Hota Hai Jaha Se Latest Movie Download Ho Sakti Hai Badi Aasani Se. Itana Hi Nahi, Film Download Karne Ke Liye Kisi Tarah Ka Aapko Payment Bhi Nahi Karna Hota. Sirf Smartphone Me Internet Data Hona Chahiye. Internet Ki Speed Jitni Jyada Hogi, Movie Utni Hi Fast Speed Se Download Hogi. Yaha Par Ham Aise Hi 10 Website Ke Baare Me Bata Rahe Hai Jinhe Khas Smartphone Ke Liye Banaya Gaya Hai, Sirf Ak Click Par Movie Download Ho Jati Hai, Yaha Se Aap Badi Aasani Se Koi Bhi Hollywood Ho Ya Bollywood Latest Movie  Download Kar Sakte Ho Vo Bhi Bina Paresani Ke.
Bollywood Aur Hollywood Free Movie Download

Jab Ham Kisi Website Par Jate Hai Movie Download Karne Ke Liye Tabhi Hame Bahut Sari Problem Face Karni Padti Hai Jaise Ki Ham Jaise Hi Movie Download Pe Click Karte Hai To Vo Page Apne Aap Redirect Ho Jata Hai Yani Ki Hame Dusre Page Pe Le Jaate Hai Jaha Par Advertise Ke Alava Kuchh Nahi Hota, Jyadatar Site Hame Movie Download Ke Naam Pe Bevkuf Hi Banati Hai, Unko Sirf Advertisement Se Hi Matlab Hota Hai, Isliye Humne Yaha Par Jo Site Batai Hai Vo Sabse Behtarin Site Hai. Jaha Se Aap Un Problem Ko Face Nahi Karna Padega, Aur Adblocker Ko ON Karke Download Karne Se Aur Bhi Badi Aasani Hogi.

Desktop Par Phone Ki Tulna Me Film Download Karna Hamesha Hi Aasan Hota Hai, Lekin Ham Jis Website Ke Baare Me Bata Rahe Hai Vo Mobile Friendly Hai. Yani Ki Ye Smartphone Par Aasani Se Open Hoti Hai, Sath Hi User Inhe Aasani Se Operate Bhi Kar Sakta Hai. Itana Hi Nahi, Aap Inhe Sirf Ak Hi Click Me Movie Ko Download Kar Sakte Ho.

Mobile Par Bollywood Aur Hollywood Free Movie Download Karne Ki Top 10 Website List


www.moviespur.org
Is Site Pe Agar Aap Jate Hai To Aapko Kuchh Is Tarah Ka Massage Likha Najar Aayega, **YOU ARE NOT AUTHORIZED TO ACCESS THIS WEB PAGE AS PER THE DOT COMPLIANCE** Isliye Aap Google Pe Direct Search Kare moviespur Google Search Me Aapko Bahut Sari Site Dikhai Degi, Jaise Ki https://moviespur.info/, Aur https://www.moviespur.Com/ Aap Inme Se Koi Bhi Site Ki Visit Kar Sakte Ho. Agar Aap moviespur.Com Ki Visit Karte Ho To Yaha Se Aap Kuchh Is Tarah Ki Movie Categories Mil Jayegi.

  • New BollyWood Movies New BollyWood Movies
  • New Hollywood Dubbed Movies New Hollywood Dubbed Movies
  • Top Rated Movies Top Rated Movies
  • Evergreen Bollywood Movies Evergreen Bollywood Movies
  • Hollywood Series Movies Hollywood Series Movies
  • Hollywood Movies Hindi Dubbed Hollywood Movies Hindi Dubbed
  • Bollywood Movies Bollywood Movies
  • Cartoon Dubbed Movies Cartoon Dubbed Movies
  • TV Shows In Series TV Shows In Series
  • A To Z Bollywood Mp3 Songs A To Z Bollywood Mp3 Songs

rdxhd.info
Bollywood Movie Download Krane Ke Liye Ye Bhi Best Website Hai. Is Site Ki Visit Ke Liye Aapko Google Me Kuch Is Tarah Search Karna Hoga rdxhd, Search Result Me Aapko 2 Site Sabse Upar Dikhne Ko Milegi. Ek https://rdxhd.com/ Aur Dusri https://rdxhd.fun/. rdxhd.com Pe Kuch Is Tarah Ki Category Di Gai Hai.

Movies For PC & Smart Phones

  • » Latest Bollywood Movies
  • » Latest Punjabi Movies
  • » Latest Hollywood Movies
  • » Latest South Indian Movies (Hindi Dubbed)

filmywap.desi
Filmywap.desi Site Ko Direct Open Karne Par Open Nahi Hogi Kyu Ki Domain Nmae Change Kar Diya Gya Hai. Filmywap.desi Ke Badalkar https://ww2.filmywap.movie/ Rakh Diya Hai. Isliye Aap Is Site Ko Bhi Search Bar Me filmywap Hi Type Karke Search Kare. Is Site Par Aapko Latest Update This Week, Hollywood Zone Me Kuch Is Tarah Ke Movie Download Karne Ko Milegi..

  • Latest Hollywood Movies
  • • Latest English TV Series
  • • Hollywood Dubbed Movies IN Hindi New
  • • Top Rated Movies
  • • Action Movies
  • • Comedy Movies
  • • Horror Movies
  • • Family Movies
  • • All Genre
  • • A to Z Movie List
  • • Country wise movies

atzmovies.com
Yaha Se Aap Bollywood Movies, punjabi movies, indian movies, hindi movies download kar sakte ho, and watch online free, watch hindi movie online, movies detail, all movies list Dekh sakte ho. is site ko open karne ki koshis ki but abhi haal me inka server down hai.

www.vidmate.org
vidmate.org site ne bhi apna domain name thoda change kiya hai aapko vidmate.net/ Se Hi Visit Karni Hogi, ya feer https://www.vidmate.org.in/ ke jariye bhi is site ko open kar sakte ho, vaise iska android app kafi popular hai aap ise install bhi kar sakte ho.

mp4moviez.net
Ye Site Sabse Badiya Hai, Yaha Par Aapko Daily Updated Movies Me Bollywood, Hollywood, South Ki Har New Release Movie Mil Jayegi, Aur download bhi kar sakte ho. is site ki Download Movies ki category se aap..

  • PC 720p 480p HD Movies
  • Bollywood Movies
  • Hollywood Hindi Dubbed Movies
  • Hollywood Movies
  • South Indian Hindi Dubbed Movies
  • Punjabi Movies
  • Hollywood Hindi Dubbed Series Movies Box set
  • Bengali Movies
  • Tamil Movies
  • Gujarati Movies
  • Telugu Movies
  • WWE Shows
  • Hollywood English TV Shows
  • Indian TV Shows
  • Awards Shows
  • Marathi Movies
  • Request Movies
  • PC Movies HD
Download High Quality Movies
  • Download full hd movie Hollywood Hindi Dubbed Movies HD
  • Download full hd movie Hollywood English Movies HD
  • Download full hd movie South Indian Hindi Dubbed Movies HD
  • Download full hd movie Punjabi Movies HD
  • Download full hd movie Hindi Old Is Gold Movies
  • Download full hd movie Bengali Movies HD
  • Download full hd movie WWE Shows HD
  • Download full hd movie Indian TV Shows HD
  • Download full hd movie Awards Shows HD

Mobilemovies.info
ye site bhi bahut hi achi hai movie download karne ke liye, yaha se aap Latest Updates me har new movie download kar sakte hai. is site ki Categories kuch is tarah ki hai...

  • New Bollywood Movies (Updated)
  • Hollywood Movies
  • Hollywood Movies (Hindi Dubbed)
  • South Indian Movies (Hindi Dubbed)
  • WWE TV Shows
  • Punjabi Movies
  • Animated Movies
  • Bengali Movies
  • Hot Movies

www.worldfree4u.com

bollywoodlover.com

hdmoviesmaza.mobi/m


RELATED SEARCHES:
bollywood Movie download Karne Ki Best Website, new movie download karne ka tarika, movie download karne ka apps, new movie download karne ki website, google se movie kaise download kare, hindi movie download karna hai, movie download karne wala apps, bollywood movie download kaise kare, world4ufree movies download, New Movie Download Karne Ki Website, Top 10 Websites Free Hindi Movies Download Karne Ke Liye, Movies Download Karne Ke Liye Top Legal Website 2018, Top 10 Best Full HD Movies Download Websites, Top 10 Movies Download Site In Hindi, Hindi Movies Download Karne Ki 10 Perfect Sites - Free New Full Hd Movies Download Kaise Kare Top 10 Website Se, Bollywood Movies Download Karne Ke Liye 10 Best Sites, hollywood movies 2016 in hindi download . Thank for visit !!!!
Read More

Phone Me Personal Data Hide Karne Ki 3 Secret Setting Kaise Kare Use?

3/25/2019 0
Aaj Ke Article Me Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai Smartphone Ki Kuchh Aisi Secret Settings, Jinke Baare Me Shayad Aapko Pata Nahi Hoga. Pata Hoga To Aap Nahi Jante Hoge Ki Inka Use Kaise Kiya Jaata Hai. Ye Setting Aapke Phone Me Hi Chhupi Hai. Inhe ON Karne Par Aap Apne Phone Ke Data Ko Hide Kar Sakte Hai. Phone Ko Bina Kisi Pattern Aur Password Ke Lock Kar Sakte Hai. Aisi Hi Phone Ki 3 Secret Settings Aap Yaha Par Janege. Aaiye Baat Karte Hai. Bina Kisi App Lock Se Phone Me Personal Data Ko Hide Kaise Karte Hai.

Bina Kisi Pattern Aur Password Lock Ke Setting Se Data Hide Kaise Kare.

Phone Me Personal Data Hide Karne Ki 3 Secret Setting

1. Kis Setting Se Phone Ko Kar Sakte Hai Lock.
Kisi Ke Hath Me Phone Dene Par डर Laga Rahta Hai Ki Vo Hamare Photos Ya WhatsApp Chat Ya Facebook Chat Na Khol De. But Is Setting Ko Karne Ke Baad Aapko Iska डर Nahi Rahega. Kyu Ki Is Setting Ko Karne Ke Baad Aapka Data Hide Ho Jayega. Na To Koi Aapki Chat Dekh Sakega Na Hi Gallery Ko Open Kar Sakega.
without app smartphone data hidden tricks
Kaise Kare Setting:
Iske Liye Aapko Smartphone Ki Setting Me Jakar User Option Par Click Karna Hai. Yaha Aapko Owner Aur Guest Likha Huya Dikhai Dega. Guest Par Tap Kar De. Ab Aapka Phone Ka Personal Data Koi Nahi Dekh Payega. Agar Aap Kisiko Phone Dege Feer Bhai  Vo Limited Chijo Ko Hi Access Kar Payega. Ye Setting Phone Lock Aur App Lock Ki Tarah Kaam Karegi. 

2. Phone Ki Screen Lock Karne Wali Setting.
Agar Aapne Phone Me Is Setting Ko Set Kar Diya To Is Se Aapki Screen Lock Ho Jayegi. Agar Aap Apna Phone Open Karke Kisi Ko Dege To Vo Utana Hi Data Access Kar Payege Jitna Uske Samne Dikh Raha Hai. Matalab Ki Agar Aapne Kisi Ko Videos Dikhane Ke Liye Phone Diya Hai To Vo Sirf Video Hi Dekh Payega. Video बंद Hone Ke Baad Vo Kisi Dusre Folder Me Nahi Jaa Payega. Yani Ki Back Button Aur Overview Button Kaam Nahi Karega Aur Nahi Home Button Kaam Karega. 
Phone Ki Screen Lock kaise kare bina app ke
Screen Lock Karne Ki Setting:
Phone Ki Setting Me Jakar Security Me Jaaye, Yaha Screen Pinning Ka Option Dikhega. Us Par Tap Kare. Ye Option ON Ho Jayega. Ab Youtube Ya Koi Dusra Folder Ya App Open Kare Aur Home Button Ke Right Me Diye Option Par Click Kare. Ab Aapko Ak Pin Dikhai Degi. Us Par Click Kare. Ab Phone Ki Screen Pin Ho Gayi Hai. Ab Koi Yaha Se Screen Back Karke Vapas Nahi Jaa Payega. Screen Ko Unpin Karne Ke Liye Back Screen Par Long Press Karna Hoga. Ya Feer Back And Overview Ko Toch And Hold Kare Dono Ko Ak Sath, Screen Unpin Ho Jayegi.

3. Phone Ki Screen Ko Night Ke Hisab Se Change Kare:
Night Me Phone Use Karne Par Iski Light Se Hame Aur Dusre Ko Disturb Hota Hai. Iske Sath Hi Hamari Aankho Par Bhi बुरा Asar Hota Hai. Is Setting Ko Karne Ke Baad Aapko Phone Black And White Me Change Ho Jayega. Isko Aap Night Me Aasani Se Use Kar Sakte Ho. 
Phone Ki Screen Ko Night Ke Hisab Se Change Kare:
Kaise Kare Setting:
Iske Liye Setting Me Jakar Accessibility Me Jaaye. Yaha Color inversion Ko ON Kar De.

ALSO RESD:
Read More

Android User Ke Liye Free 3G/4G Unlimited Internet Data

3/25/2019 4
Unlimited Free Internet

Unlimited Free Internet Data Uses ki Step-By-Step Jankari hindi me

Internet ke chalte samay me service provider ne internet ki mang ko dekh ke data pack bahut mahenga kar diya hai or din-b-din mahenga hota ja raha hai, jo aam aadmi ke liye bas ki baat nahi hai, fir bhi aaj ke young generation internet ke beena ak pal bhi nahi rah sakte hai, ab to aadat si ho gayi hai, or muje to lagta hai ki service provider iska fayada utha rahe hai, kyu ki start me 78 me 1gb data milta tha ab vo 178 me mil raha hai, vo bhi aapke number pe offer ho to varna us se bhi jyada charge lete hai, Hamari halat dhobi ke kutte jaisi ho gayi hai na internet ko ham chhod karte hai or nahi iske beena rah sakte hai, jaise ki kisi hasina ke pyar me ham pagal ho gye hai aisa haal bana diya hai internet ne hamara,

Dusri taraf dekhe to aaj kaal bahut sari free internet use karne ki tricks batai ja rahi he internet pe, Aap internet pe search karoge ki free unlimited internet kaise use kare to hajaro result aapke samne aa jayege vo bhi hindi me but us me di gayi sari tricks workout nahi karti koi kaam kar jati hai to thode din me bund ho jati hai,

Par aaj me aapke samane ak aisi tricks le kar aayi hu jo 100% workout karti hai, me bhi is trick use kar rahi hu aaj subah se or abhi tak free me hi internet use kar rahi hu vo bhi 3G, ak baat aapko bata du ki aap 2G (GSM)mode par ye tricks use na kare varna balance kategi kyu ki ye tricks Only WCDMA single ko block kar sakati hai, Isliye me aapse personally suggest  karungi ki Aap Only WCDMA Mode select karne ke baad ye tricks use kare,
Unlimited Free Internet
Aaj-kal kisi bhi work ke liye internet ki jarurat padti hai, or Full Speed Internet ke liye 3G/4G data use karana padata hai, or data pack activate karne ke liye bahut sare paise bhi kharch karna padata hai, (297=2GB 3G(1GB+1GB Night)28 Day) Itana kharcha kare bina jo hame free me internet use karne ko mile to hamara bahut sara paise bach sakte hai, to bas aaj me usi  ke baare me bata ne ja rahi hu, jo free me 3G/4G data use karne ki bahut hi aasan tricks or 100% workout hai,

Free me 3G/4G data pane ke liye jaruri chije,
  • (1)-Smart Phone
  • (2)-Smart Phone Case
  • (3)-Duct Tap
Kya hai Tricks
Tap ko katkar fold kare, or kamse-kam 4 ya 5 tukade (later) banaye, or sabhi later ko ak shath joint kar de, ise smartphone or back-cover ke bich me rakhna hai,

[Note-Ak baat ka khas khayal rakhe ki tap ki lambai (length) itani hi rakhe ki smartphone ke camera or fleas light na dhake]

Aisa karne ke baad aap Unlimited Free internet data use kar sakte hai, ye sab karne ke baad aapka smartphone Service Provider ko Data uses ka file rapport nahi send kar pata,

[Ye Tricks ThioJoe - YouTube Youtube Channel se li gayi hai, Creator ne dava kiya hai ki ye tricks 100% Effective hai- usi aadhar par ye tricks me aapko bata rahi hu, aap chaho to is youtube channel par ja kar video bhi dekh sakte ho, maine uski link Channel name par add ki  hai,]

Tricks Kaise karti hai Work
Unlimited Free Internet
Jab bhi aap koi Document Downloads karte hai  ya E-mail check, Video, movie downloads, gaming, ya website surfing karte ho tab aapka smartphone us file ko downloads karata hai, or is baat ka record rakhata hai ki is Process me kitana data use huaa hai, ise TCP Data Packet kahete hai, Downloads complete hone ke baad aapka smart phone 'TCP Data Packet' Service Provider Ke Server ko send karta hai,

Is se Server ko pata chalata hai ki aspne kitane data use kiya hai, ise File Rapport kehte hai, Duct Tap ki help se ham File Rapport ko Service Provider tak pahoch ne se rok sakte hai, aise me company ke paas aapke dvara uses kiya gaya data ke koi record nahi hoga,

Kaise Milta Hai Free Internet Data
Duct Tap par kiye gaye Research ke mutabik iska Transmission Value 0.001 hai, File Rapport Send karne ke smart phone dvara liye use kiye jane vale signal ko 99.9% block kar deta hai, Jab smart phone ka signal Duct Tap ke paas hota hai, tab Duct Tap me Sort Magnetic Filed banata hai, aisa isliye hota hai kyu ki Duct Tap ak Insulator Hai, ise 'Eddy Currents' kehte hai, ye Special Property Duct Tap or Platinum Paper me hi milati hai.

Unlimited Free Internet

Kaise Free Internet Data Check kare
Halaki, aap apna data uses ya bile tab tak check nahi kar payege jab tak aapka agal bile nahi aa jata, Duct Tap lagane ke baad aapke Smart phone me bhi data uses ka koi record nahi rahega, Aise me free data ke bare me jab tak aap sure na ho jaye tab tak limited data use kare,

Friends aapko ye tricks kaise lagi uske baare me hame comment karke bataiye, or trick work na kar rahi ho ya to or koi problem ho to comment karke bataiye me jald hi aapki problem solve karne ki koshis karungi, or aapko is trick me success ho gye to bhi bataiye ki aapne kaise kiya, Or Like and Share kare jiski vajah se ye post maximum logo tak pahoch sake or free internet ka fayada utha sake.

Ye bhi Read Kare: Hindi Love Shayari Ki Most Popular Post
Read More

Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording Kaise Kare

3/25/2019 0
Smartphone Ko Secret Camera Banane Wale Kai Apps Ke Baare Me Aapne Suna Hi Hoga, But Aaj Ke Article Me Ham Jis App Ke Baare Me Batane Jaa Rahe Hai Vo Sabse Best Hai. Is App Ke Baare Me Jyadatar Users Ko Pata Hi Nahi Hai. Jab Ki Ye Android Users Ke Liye Puri Tarah Se Free App Hai. Is Free App Ka Name Hai Hidden Camera Without Icon. Yani Jab Is App Ko Phone Me Install Kiya Jaata Hai, Tab Iska Icon Bhi Najar Nahi Aata. Yani Ki Aapke Phone Me Ye App Install Hai, iske Baare Me Bhi Kisi ko Pata Nahi Lagega. Sirf 3 MB Ki Size Hai Aur Unlimited Video Recording Kar Sakte Hai.

Hidden Camera Without Icon App Ko Install Karne Ke Liye Phone Me Sirf 2.91 MB Space Ki Jarurat Hai. Yani 3 MB Se Bhi Cum Size Wale App Se Aap Unlimited Hidden Video Recording Kar Payenge.
Smartphone me secret video recording

Is App Me Video Size Ke Kai Resolution Diye Gaye Hai. Iske Full HD Video Bhi Shoot Kar Sakte Hai.

User Rear And Front Camera Do No Se Secret Recording Kar Sakte Hai. Iske Liye Kisi Ak Ko Select Karna Hoga.

Is App Ke Best Feature Ki Baat Kare To Aapka Smartphone Jab Lock Hoga Tab Bhi Recording Hoti Rahegi.

Application Ke Baare Me: 


Hidden Camera Without Icon App Ko User Phone Me Free Install Kar Sakte Hai. Is App Ko Ab Tak 5 Lakh Baar Install Kiya Jaa Chuka Hai. Vahi, User Ne Ise 4.5 Star Rating Di Hai.

App Ko Android Ke Version 4.0 Ya Us Se Upar Ke Operating System Par Install Kar Sakte Hai.

Hidden Camera Without Icon App Ko Use Kaise Kare:

Step.1
Sabse Pahle Apne Smartphone Me Hidden Camera Without Icon Free App Ko Google Play Store Se Download Karke Install Kar le.
Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording

Step.2
App Ko Kuchh Permission Dena Hota Hai. Iske Baad Password Banakar Ok Kare, App Open Ho Jaayega.
Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording

Step.3
Uske Baad Video Ki Duration Set Kar De. Sath Hi Mode Me Apne Hisab Se Setting Kar Le.

Step.4
Ab Jis Camera Se Recording Karna Hai Yuse Select Kare, Video Resolution Bhi Select Karle.

Step.5
Ab Hidden Icone Me Jakar #12345 Password Yaad Karle. Feer Try Me Jakar Password Enter Kare.
Smartphone Lock Hone Par Bhi Secret Video Recording

Hide Camera Ke Sath Recording Start Ho Jayegi, Ise Stop Karne Ke Liye Dial Se #12345 Enter Kare. Tabhi Aap is App Ke Andar Jaa Sakte Hai, Agar Is App Ka Icone Abhi Bhi Aapke Screen Par Hai To Yuse Remove Kar De, Is Se App Ke Icone Hi Remove Hoga. Uninstall Nahi Hoga.





  • Ye Bhi Padhe

  • Read More

    Android Phone Hang Aur Slow Hone Ke Top 10 Reasons And Solution Tips

    3/25/2019 1
    Android Smartphone Ne Hame Bahut Sare Features Diye Hai Jiski Vajah Se Ham Bahut Sare Kaamo Ko Aasani Se Kar Sakte Hai, Android Smartphone Ki Vajah Se Hamari Life Me Bhi Badlav Aaya Hai. Vaise To Smartphone Ko Use Karna Bahut Aasan Hai But Problem Tab Sharu Hoti Hai Jab Smartphone Purana Ho Jaata Hai,  Tab Usme Jyadatar Hang Aur Slow Hone Ki Problem Aane Lagti Hai. Yani Ki Phone Ka Use Karte Time Vo Let Response Karta Hai Ya Feer Hang Ho Jata Hai. Is Condition Me Phone Ko Baar-Baar Restart Karna Padta Hai Ya To Kabhi-Kabhi Battery Remove Karni Padti Hai. Lekin Aapko Ak Baat Batana Chahuga Ki Android Phone Slow Hone Ki Vajah Kabhi Bhi Uska Purana Hona Nahi Hoti But Smartphone Ka Hardware Specification Aur Software Ke Sath User Dvara Ki Jaane Wali Kuchh Galatiya Bhi Shamil Hoti Hai.
    Android phone running slow and hanging solution


    Android Phone Ki Speed Slow And Hanging Problem Ka Solutions

    Reason  No.1
    👉Smartphone Ki Ram Cum Hona:


    Ab To Market Me 8GB Wale Mobile Phone Bhi Lunch Ho Chuke Hai. Ram Jyada Hone Se Multitasking Ke Time Bhi Ye Smartphone Slow Ya Hanging Ki Problem Nahi Hoti Hai. Itana Hi Nahi, In Phone Ko Restart Karne Ki Bhi Jarurat Nahi Hoti Hai. Actually, Jab Baat 4 Se 5 Saal Old Mobile Headset Ki Ho To Usme 512 MB Ram Se 1GB Ram Hi Hoti Thi. Aise Me Jab In Phone Ki Memory Full Ho Jaati Hai, To Ye Slow Aur Hang Hone Lagta Hai.

    Solution
    Jis Phone Ki Ram Cum Ho Unme Data Bhi Cum Hona Chahiye. Sath Hi Sirf Aapke Kaam Ke Hi Application Install Karni Chahiye. Aur Jyada Space Lene Vale Apps Ko To Bhulkar Bhi Install Nahi Karna Chahiye.

    Reason  No.2
    👉Application Background Open Hona:

    Ye Mistake Lagbhag Sabhi Users Karte Hai. Jab Bhi Smartphone Ki Koi App Ko Open Karte Hai Unke Use Karne Ke Baad Back Kar Dete Hai, Unhe Lagta Hai Ki Application Close Ho Gayi. But Vo Sirf Minimize Hi Hoti Hai, Vo Background Me Open Hi Hoti Hai. Yani Ki Vo Application Lagatar Access Karte Rahte Hai, Aur Battery Se Lekar Ram, Data Ko Consume Karte Hai. Jiski Vajah Se Phone Dhire-Dhire Slow Hota Jaata Hai.

    Solution
    Jab Bhi Aap Smartphone Ki Koi App Ko Open Kare Tab Yuse Use Karne Ke Baad Proper Close Karna Na Bhule, I Mean Ki Yuse Background Se Remove Karna Na Bhule. Iske Liye End Key Ko Tap Karke App Ko Close Kare. Kai Phone Me Ye Setting Alag Key Se Bhi Hota Hai. Next Generation Ke Smartphone Me Ye Kaam Aapko Background App Par Tap Karke Hold Kar Yuse Slide Swipe Kar Sakte Hai.

    Reason  No.3
    👉Application Ko Update Karna:

    Aap Soch Rahe Hoge Ki Application Ko Update Karne Se Kya Hoga. But Phone Slow Aur Hang Hone Ka Yahi Bhi Ak Reason Hai. Agar Aapke Phone Me 512MB Ya 1GB Ram Aur 4GB Ya 8GB Memory Hai, To Phone Me Install App Ko Update Na Kare. Kyu Ki Phone Ki Internal Memory Operating System Aur Apps Ke Liye Alag Hoti Hai. Yani Ki Users Ko Kabhi Bhi Puri Internal Memory Nahi Milati Hai. Aise Me Jab Bhi Aap Application Ko Update Karte Ho Tab Vo Memory Me Aur Bhi Jyada Space Le Leta Hai. Dhik Usi Tarah, Apps Update Hone Se Vo Jyada Ram Consume Karta Hai. Jiske Chalte Phone Slow Ya Hang Hone Lagta Hai.

    Solution
    Phone Ke Sirf Vahi Apps Ko Update Kare Jinka Aap Regular Use Karte Ho. Phone Me Apps Ke Auto Update Feature Ko Play Store Ki Setting Me Jakar Hamesha Ke Liye Off Kar De

    Reason  No.4
    👉Third Party Ya APK File Install Karna:

    Kai Aise Apps Hote Hai Jo Google Play Store Par Available Nahi Hote. Actually, Inhe Third Party Ya Feer APK File Ki Help Se Phone Me Install Kiya Jaa Sakta Hai. Ye Apps Hamesha Risky Rahte Hai. Android Operating System Kabhi Third Party Apps Ko Install Karne Ki Ijajat Nahi Deta, Iske Baad Bhi Kai Users Inhe Install Kar Lete Hai. Inse Phone Slow Aur Hang Hone Ke Sath Data Leak Hone Ka Khatara Hota Hai.

    Solution
    Apne Mobile Phone Me Kabhi Bhi Third Party Apps Ko Install Na Kare. Sirf Vahi Apps Ko Install Kare Jo Google Play Store Par Mojud Ho. Kabhi Bhi WiFi Ya Bluetooth Ki Help Se Apps Ko Phone Me Install Nahi Kare.

    Reason  No.5
    👉Phone Ki Cache Clear Na Karna:

    Cache Ko Shayad Kai Users Nahi Jante Hoge. Jab Bhi Ham Kisi App Ko Use Karte Hai To Us Se Juda Temporary Data Store Ho Jaata Hai, Jise Cache Kaha Jaata Hai. Is Data Phone Ki Ram Ko Consume Karta Hai, Sath Hi Memory Me Bhi Space Leta Hai. Aise Me Jaruri Hai Ki Is Data Ko Har Week Clear Karte Rahe.

    Solution
    Phone Me Cache Clear Karne Ke Liye Kisi Apps Ko Install Karne Ki Jarurat Nahi Hai. Iske Liye Aapko Apne Headset Ki File Manager Me Jana Hoga, Vaha Aapko Jis App ko Use Kiya Ho Iska Folder Hoga Yuse Remove Karna Hoga, Aur Ak Android Name Ka Folder Bhi Hoga Ise Bhi Remove Karne Se Phone Ki Bahut Sari Space Free Hogi. Ya Feer Aap Phone Ki Setting Me Jakar Apps Par Click Kare, Uske Baad Aapke Phone Ki Sabhi App Dikhai Degi. Ab Aapko App Par Click Karna Hoga Uske Baad Aapke Samne Bahut Sare Options Aayege, Par Aapko Clear Data Aur Clear Cache Par Click Karna Hoga. Ak Ke baad Ak Aise Sabhi Apps Ki Cache Clear Kar Sakte Ho.


    Reason  No.6
    👉Free Antivirus Ya Cleaner App Ka Use:

    Bahut Sare Users Aisa Mante Hai Ki Phone Me Antivirus Ya Cleaner App Install Karke  Speed up Android Phone Kiya Ja Sakta Hai, Sath Hi Phone Ki Hanging Problem  Dur Ho Jayegi. But Aisa Nahi Hai. Free Antivirus Se Phone Ki Security Par Jyada fark Nahi Padta. Dusri Taraf, Vo Phone Ki Memory Me Space Le Lete Hai. Free Antivirus Apps Lagatar  Phone Ko Scan Karte Hai. Aise Me Continue Ram Consume Hoti Hai. Aur Phone Slow Hone Lagta Hai.

    Solution
    Agar Aapke Mobile Phone Me Free Antivirus Ya Cleaner Apps Ho To Abhi Uninstall Kar De. Phone Ka Use Trusted Source Ke Sath Hota Hai To Usme Virus Aane Ka Khatara Nahi Hota. Aur Vaise Bhi Aap Sahi Tarah Se Smartphone Ka Use Karege To Virus Kabhi Nahi Aayega. Aapko Bata Du Ki Virus Jyadatar Movie Download Se Ya Por*n Site Se Hi Aata Hai.

    Reason  No.7
    👉Memory Card Me Apps Transfer Karna:

    Phone Ki Internal Memory Me Space Karne Ke Liye Kai Users Apps Ko Memory Card Me Transfer Kar Dete Hai. Aisa Karne Se Internal Memory Me Space To Ho Jaata Hai, But Phone Ki Booting Process Badh Jaati Hai. Halaki, Jab Apps Ko Memory Card Me Transfer Kiya Jaata Hai Tab Un Apps Ko Open Karne Par Phone Memory Card Ko Search Karta Hai. Kyo Ki Ye Memory Ka Second Platform Hota Hai. Aise Me Phone Ise Read Karne Me Thoda Time Leta Hai.

    Solution
    Memory Card Me Apps Ka Transfer Nahi Karna Chahiye. Ho Sake To Phone Memory Ke Videos, Photos Ya Other Files Ko Memory Card Me Shift Karna Chahiye.

    Reason  No.8
    👉Mobile Phone Ko Hamesha ON Rakhna:

    Aise Phone Jo Hamesha ON Rahte Hai Yani Ki Long Time Se Jinhe Switched OFF Nahi Kiya Gaya Ho, Unme Bhi Hang Ya Slow Hone Ki Problem Hone Lagti Hai. Phone Continue ON Rahne Se Usme Temporary Files Ke Sath Kai Cache Files Bhi Lagatar Badhti Rahti Hai. Jab In Files Limit Se Jyada Ho Jati Hai Tab Ram Ko Slow Kar Deti Hai.

    Solution
    Phone Ko Weekly Ak Baar 15 Minute Ke Liye Switched OFF Jarur Kare. Agar Ho Sake To Phone Ki Battery Aur Memory Card Ko Bhi Is Time Nikal De. Aisa Karne Se Sabhi Tarah Ki Temporary File Automatic Remove Ho Jayegi. Aur Bhi Option Hai Aapke Pass Bahut Easy Hai. Aapko Karna Ye Hoga Ki Night Me Automatic Phone Power Off Karna Hai. iske Liye Aap Setting Me Jakar "Time Switch Machine" Ke Option Me Night Ko 15 minutes Ya Apne Hisab Se Time Set Kar Sakte Ho. iske Baad Aapne Jis Time Ko Set Kiya Hoga Usi Time Par Power Off Ho Jayega Aur On Bhi Ho Jayega.

    Reason  No.9
    👉Whatsapp File, Audio Aur Video Files:

    Shayad Sabse Jyada Space Phone Me Koi Leta Hai To Vo Hai Video. Aksar Users Video Songs Ya Movies Apne Phone Me Rakhte Hai. Ak Baar Dekhne Ke Baad Bhi Ye Videos Long Time Tak Phone Me Rahte Hai. Iske Sath, Whatsapp Me Aane Vale Short Videos Bhi Phone Me Big Space leta Hai. Thik Isi Tarah Kai Users Phone Me Kai Sare Gaane Store Kar Lete Hai. But Gaane Sunne Ka mouka To Mahine Me ak Ya Dobar Aata Hai. Iski Vajah Se Memory Full Ho Jaati Hai Aur Ye Aapke Phone Ko Hang Ya Slow Hone Ki Vajah Ban Jaati Hai.

    Solution
    Audio Aur Video Ki Vahi File Rakhe Jiska Aapko Vakai Me Kaam Ho. Whatsapp Par Aane Wale Audio, Video Aur Gif File Ko Dekhne Aur Sunne Ke Baat Delete Kar De.

    Reason    No.10
    👉Whasapp File Ko Delete Na Karna:

    Aapke Whatsapp Par Photo Aur Video Ke Sath GIF, PDF, Contact, Audio Ya Other File Bhi Aati Hai. User Inhe Dekh Ya Sun Leta Hai, But Ise Delete Nahi Karta Hai. itana Hi Nahi, In File Ko Jab Dusri Jagah Par Forward Karte Hai Tab Ye File Jitni Baar Forward Hoti Hai Utana Hi Space Leti Jati Hai. Yani Phone Ki Memory Ko Ye Do Se Teen Guna Teji Se Bhar Deti Hai. Whatsapp Me Conversation Ki Skhya Badhne Se Phone Slow Hone Lagta Hai.

    Solution
    Whatsapp App Ke Media Me Jakar Aap Un File Ko Immediately Delete Kare Jo Aapke Kaam Ki Nahi Hai. Sath Hi, Send Media Se Bhi Files Ko Delete Kar De.

    Friends, Hamne Is Article Me Mobile Hang Solution Kaise Kare, Phone Running Slow Problem Ka Solution Kaise Kare, Android Slow and Hanging Problem Ka Solution Is Post Me Aapko Bataya Hai, Aapko Jarur Pasand Aaya Hoga, Aapko Post Se Kus Nayi Jankari Mili Ho To Social Media  Par Share Kijiye. Aur Koi Problem Ho To Hame Comment Me Bata Sakte Ho. hamari sabhi post apne email address par free me pana chahte ho to subscribe bhi kar sakte ho Thanks And Keep Visiting.
    • Hamari Our Bhi Bahetarin Post Read Karne Ke Liye Click Kare👇
    KISS KARNA SIKHATI HAI YE 10 ANDROID/ IPHONE APPS

    11 TIPS SE BADHAYE PHONE KI BATTERY LIFE NAHI KARNA HOGA..

    BINA INTERNET KE FREE ME WHATSAPP KAISE USE KARE-CHAT SIM

    MEMORY CARD SE DELETED dATA, NUMBER KAISE RECOVER KARE

    SMARTPHONE SE BANAYE VOTER ID CARD-FOLLOW 5 STEP

    SMARTPHONE SE KARE KAMAI, MAHINE HOGI 50,000 INCOME

    SMART PHONE ME INTIMATE, PERSONAL PHOTOS SAVE

    6 ANDROID APPS NA KARE INSTALL DATA LOSE AND BATTERY LIFE RISKY

    BINA NUMBER DIKHAYE KAR SAKTE HAI CALL - UNKNOWN NUMBER

    SMARTPHONE ME BINA FACTORY RESET KIYE VIRUS KO REMOVE KARE

    BHUL GAYE PATTERN LOCK, BINA DATA DELETE KIYE KAISE KARE UNLOCK,

    FACEBOOK PHOTOS KO VIDEO ME KAISE CONVERT KARE-FEATURES

    SMARTPHONE ME CHANGE KARE PHOTOS KA BACKGROUND, JANE TRICK

    FACEBOOK USER JARUR USE KARE YE 7 KAAM KE FEATURES

    MOBILE PHONE ME PARSONAL APPS KO KAISE KARE HIDE- 6 STEP

    TRUE CALLER SE APNI PERSONAL INFORMATION KO HIDE KAISE KARE

    HAR CALL PAR KAISE BAJAYE AK NEW RINGTONES APNE SMARTPHONE ME.

    AK SMS SEND KARKE SUN SAKTE HAI DUSRE PHONE KI LIVE SARI BAATE

    KISI BHI MOBILE NUMBER KI CALL DETAILS MUBBLE APP SE AISE NIKALE

    KISI BHI SMARTPHONE KI LOCATION KA PATA KAISE LAGAYE 

    CHORI HO CHUKI CAR/BIKE KA PATA KAISE LAGAYE-SMARTPHONE SE

    KABHI KHATM NAHI HOGA AAPKA INTERNET DATA PLAN SAVING TIPS.

    AAP INDIAN HAI TO PATA HONA CHAHIYE KI KONSA MOBILE INDIA KA HAI

    SMARTPHONE KO AISE BANAYE WALKIE-TALKIE, LIFETIME FREE CALLING

    FAKE TEXT MESSAGE RECEIVE KAISE KARE. HINDI TRICK

    MOBILE APPS KI HELP SE AAP BHI BANA SAKTE HAI AASANI SE GIF FILE

    KISI KE BHI PHONE CALL, MESSAGE KI DETAILS JANNI HAI TO TRY KARE

    FRIENDS KE SMARTPHONE KI SCREEN HAMARE PHONE ME KAISE DIKHE

    Read More